Friday, June 19, 2009

Kal

Kal-1:----------
kal vo tha jb sab kuch humara tha....
kal humare pas humari vo baaten, vo khel, vo shaitaniya hua karti thi....
kal koi chinta nahi thi, na kaam ki, na time ki.....
bs kuch tha to vo masti, vo raton ko taare dekhna, chhoti-chhoti bato par khush ho jana, kuch na milne par rona, galiyo me khelna, school ka kaam subah utth kar karna....
kal kitna acha tha....
ab kaha gaya vo kal....
MERA BACHPAN.....
MERA KAL....